|
|
|
|
| |

|
|
|
Ya Ali
Madad |
(Ya Ali
(A.S.) Madad) x8
- (Mein
kyu na kahoon dil se sadaa, Ya Ali
(A.S.) Madad) x2
Khayber mein jab nabi ne kahaa, Ya Ali
(A.S.) Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Zanjeere
Mushkilaat ki sab katke girgai) x2
Jaise hi mere dil ne kahaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Bid’at
nahi hai sunnat-e-paighambari hai ye) x2
Hai kaamyaabiyo ka silaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Rizwaan
o qudsiyone sahaara diya mujhe) x2
Mein ne jo lar kharaake kahaa Ya Ali
(A.S.) Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Hoti
hai jaan kisliye takleef aap ko) x2
Kehte hai jab bhi ehle azaa Ya Ali
(A.S.) Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
-
(Is waste wo lete nahin hai Ali (A.S.)
ka naam) x2
Kehte hai sirf ehle azaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Daaman
tera shikast na choregi umr bhar) x2
Tu ne na jo kahaa ba khudaa Ya Ali
(A.S.) Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Haider
ne daali jab dare khayber mein ungliyaan)
x2
Chaaro taraf se shor uthaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Tareekh
khaybaeri mein hai ab tak likhaa huwa)
x2
Har dard laa dawa ki dawaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Aazaad
is wajahse falsteen na ho sakaa) x2
Chaalees saal mein na kahaa Ya Ali
(A.S.) Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Chaalees
din ka tajriba khayber mein dekh kar) x2
Ab tak na aaya lab pe zaraa Ya Ali
(A.S.) Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Parcham
khuda ka haath mein aur dam ba dam
shikast) x2
Tu ne na kahaa shere khudaa Ya Ali
(A.S.) Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Rehmat
hai doston ke liye Murtaza ka naam) x2
Dushman ke waste hai sazaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Usko
bhi saath khuld mein le jaaunga "Taqi")
x2
Mere kafan pe jisne likhaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya
Ali (A.S.) Madad) x4
- (Munkar
Nakeer tera bigaarega kya "Taqi") x2
Saare kafan pe hoga likhaa Ya Ali (A.S.)
Madad, Ya Ali Madad
(Ya Ali (A.S.) Madad) x4
|
|
|
| | |