|
|
|
|
| |

|
|
|
Mere
Maula Ye Karishma Bhi |
Mere
Maula ye karishma bhi ajab aap ka hai
-
Dushmanoki bhi nigaahon mein adab aap ka
hai
Mere Maula ye karishma bhi ajab aap ka
hai
-
(Ham nusairi ke taraf daar nahi hai
Maula) x2
Haan magar jo bhi khuda ka hai wo sab
aap ka hai
Mere
Maula ye karishma bhi ajab aap ka hai
- (Wo
jo alqaab ke choronse churaaya na gayaa)
x2
Ba Khuda shere khuda aisa laqab aap ka
hai
Mere
Maula ye karishma bhi ajab aap ka hai
- (Chorkar
aap ka daaman na kahin jaae ge) x2
Ham ko achi tarah ma’alum hai rab aap ka
hai
Mere
Maula ye karishma bhi ajab aap ka hai
- (Khushk
patton ki tarah kaanp raha hai lashkar)
x2
Ali Asgher (A.S.) ki haseen hai ke
ghazab aap ka hai
Mere
Maula ye karishma bhi ajab aap ka hai
- (Jisko
kehta hai zamaana bani haashim ka qamar)
x2
Ya Ali (A.S.) asl mein wo husn-e-talab
aap ka hai
Mere
Maula ye karishma bhi ajab aap ka hai
- (Karke
taazeem ye salmaan ki mayyat ne kahaa)
x2
Jo hai har haal mein wajib wo adab aap
ka hai
Mere
Maula ye karishma bhi ajab aap ka hai
- (Ya
Ali (A.S.) Aabide Bimaar hai nigraan
jiska) x2
Dono aalam mein wo "Nayab" matab aap ka
hai
Mere Maula ye karishma bhi ajab aap ka
hai
|
|
|
| | |